a
Showing posts with label Ghazal. Show all posts
Showing posts with label Ghazal. Show all posts

Wednesday, November 18, 2015

Beautiful Sad Ghazal

q sambalny ka bad sanwarny k bad begar jathy hain tari yad any ka bad...
kabi kabi youn hi khayalon ma gom ho kar tujy ham yad karthy hain khud ko bhol jany ka bad....
q teray janay k baad teray bechar janay k baad tera aqs bnta h hr ek anso k baad...
jab b kabhi sochta hun khud ko sawar doun q tm yaad ata ho bol jana k baad....
tujhe hm bol jayen gay ye sochtay sochtay q teri yaad yaad taza hoti h hr ek ah k baad...
teri har yaad meri sath saye k si h kahi to chaon melay ge teri be wafaiye k baad....
or kch nahi h aas meri a "bakht" tu sakon dela day is ko bol janay k baad

www.tips-fb.com

Sunday, August 9, 2015

Ghazal: Tum ny Dill ka haal btana chor dia

TUm Nay Dil Ka Haal Batana Chhor Diya,

Hum Nay Bhi Gehrai Me Jana Chhor Diya,

Jub tUm ko Hi Doori Ka Ehsas Nahi,

Hum Nay Bhi Ehsas Dilana Chhor Diya,

Me Nay Kaha Rastay Hain Dushwar Bohat,

TUm Nay Tab Say Saath Nibhana Chhor Diya,
Jhoot Say Ab Dil Ko Behlana Chhor Diya,

Jub Ye Laga K Din Say Achhi Raat Sahi,

TUm Nay Meray Khwabo Me Aana Chhor Diya,

Jub Ye Kaha K Karna Yaad Duaon Me døst,

TUm Nay Apna Haath Uthana Chhor Diya....???

www.tips-fb.com

Share

Twitter Delicious Facebook Digg Stumbleupon Favorites More